Blog

Latest News
How to become Space Scientist in ISRO?  | इसरो में Space Scientist कैसे बने ?

How to become Space Scientist in ISRO? | इसरो में Space Scientist कैसे बने ?

How to become Space Scientist in ISRO? | इसरो में Space Scientist कैसे बने ?

Subscribe to our new channel: https://www.youtube.com/iamkaushik

fb page: https://www.facebook.com/antarikshTV/
instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv/

Doston, aapme se bahut saare log hame comment karke poochte ho, ki bhai hum ISRO me scientist kaise ban sakte hain? Hamaare desh me jitna sammaan desh ki raksha ke liye seema par khade jawaan ko milta hai, utna hi sammaan desh ka gaurav badhaane ke liye din-raat mehnat karne waale ISRO ke scientists ko bhi milta hai. Cricket ke baad ek cheez jo hame ek saath ek jut hokar aadhi raat me bhi jaagne aur apne desh ke liye praarthnaae karne par majboor kar sakti hai, wo hai space me ISRO ki koi achievement. Ek taraf border par desh ke sabse faulaadi shareer waale aur sher ki tarah veer jawaan hote hain, to ISRO me desh ke kuch sabse genius aur brilliant minded log hi apni jagah bana paate hain. Aaj hum space ki field me ISRO ki jo progress dekh rahe hain, wo hamaari aaj ki generation ko space aur science ki field me kadam rakhne aur isme Bharat ka sunahra bhavisya likhne ke liye prerit kar raha hai. Aapme se kayi log aur especially hamaare channel se jude hue youngsters chaahte honge ki wo ISRO me jaae aur space science ki field me desh ke liye kuch bada achieve karke dikhaaye. To aakhir ISRO me kaise ja sakte hain? Iske liye aapki kya qualifications honi chahiye? Aapko iske liye kaun kaun se subjects par focus karna hoga? ISRO me jaane ke liye aapko kaun se ya kis type ke colleges me study karna hoga aur kya iske liye koi exam hota hai? Well, aaj ki si video me main aapko ye saari cheeze detail me bataane waala hu.

Written, Edited and Voice by:

[Shubham Jain, Sujit Kumar & Kaushik]
https://www.facebook.com/Kaushik.Antariksh
https://www.instagram.com/luck_kaushik
http://www.instagram.com/itsmesj25
https://www.instagram.com/luck_sujit/

More Videos:
रहस्यमई Blackholes जिन्हें कोई देख नही सकता तो फिर हमने कैसे देखा ? How Blackholes were Discovered ?
:https://youtu.be/1CLPTpRjbLw

Jupiter के अंदर डूब कर आपका दिमाग चकरा जाएगा What Would You See If You Fell Into Jupiter?
:https://youtu.be/iYAQKhnexic

प्लूटो के साथ क्या हुआ क्या प्लूटो अब नही रहा ? Why is Pluto not a Planet ?
:https://youtu.be/1yiqr7oOjpA

आपके Smartphones को खराब कर रहा है ये Alien Particles | Alien Particles causing crash our computers
:https://youtu.be/ICU3KQeVgsA

SOCIAL MEDIA:
Facebook :https://www.facebook.com/antarikshTv
Twitter: https://twitter.com/antarikshTv
Instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

thegreenbunk

View all posts by thegreenbunk

Shades Of Life

Related Posts

Leave a Reply