Blog

Latest News
ब्रह्माण्ड के अनसुलझे रहस्य जिनका जवाब किसी के पास नही है | Most Popular Space Mysteries

ब्रह्माण्ड के अनसुलझे रहस्य जिनका जवाब किसी के पास नही है | Most Popular Space Mysteries

Buy Our Merch: https://antarikshtv.in/

ब्रह्माण्ड के अनसुलझे रहस्य जिनका जवाब किसी के पास नही है | Most Popular Space Mysteries

Subscribe to our new channel: https://www.youtube.com/iamkaushik

fb page: https://www.facebook.com/antarikshTV/
instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv/

Doston, ye universe rahasyo se bhara hua hai. Jab aap raat ke aasmaan ko dekhte ho, to aapko anant taare dekhne ko milte hain. Hum ek aisi duniya me pahunch jaate hain, jaha prithvi kuch bhi nahi hai, jaha insaan bahut jyada chhota hai aur jaha ke rahasya hamaari sochne aur samajhne ki shakti se pare hain. Hum insaano ka gyaan aur vigyaan chaahe tarakki ke kitne hi badhe mukaam par pahuch gaya ho, lekin aaj bhi aisi kayi ansuljhi paheliyan hain, jo antriksh ke kone-kone me apni jagah banaae hue hain. Aaj hum aapko aisi hi kuch popular space mysteries ke baare me bataane waale hain.
Doston, jab hum hamaare universe ke baare me sochte hain, to hamaare dimaag me ek khyaal jaroor aata hai aur wo ye ki is universe ke baahar kya hoga? Kya waha par hame kuch strange dekhne ko milega, jo hame aaj tak nahi pata tha ya phir wo ek dead end hoga? Matlab uske aage kuch hoga hi nahi. Bahut se log multiverse ki theory par believe karte hain. Yaani ki wo maante hain ki hamaare universe jaise bahut se universe exist karte hain. Aise har ek universe me Physics ke laws aur baaki saari cheeze bhi alag-alag hoti hain aur kuch theories me to yaha tak kaha gaya hai ki hamaare universe me present har ek black hole ke andar ek aur universe present hai. Kardashev Scale me bhi Type-5 civilization use kaha gaya hai, jo sirf hamaare universe nahi balki multiverse me present har ek universe ke baare me gyaan rakhe aur unpar raaz kar sake. Kuch log kehte hain, ki hamaara universe sirf ek bubble hai, aur jab aap iske baahar nikloge, to aapko aise hazaaro-croro bubbles dekhne ko milenge. Ab ye universe koi bubble hai ya phir kisi alien ki almaari me rakha hua koi science project.. ye to tabhi pata chalega, jab hum isse baahar nikalne ki ability praapt kar paaenge.

#antarikshtv #popularspacemysteries #spacemysteries

Written, Edited and Voice by:

[Shubham Jain, Johnny & Kaushik]
https://www.facebook.com/Kaushik.Antariksh
https://www.instagram.com/luck_kaushik
http://www.instagram.com/itsmesj25
http://Instagram.com/marvelscience.in

More Videos:
रहस्यमई Blackholes जिन्हें कोई देख नही सकता तो फिर हमने कैसे देखा ? How Blackholes were Discovered ?
:https://youtu.be/1CLPTpRjbLw

Jupiter के अंदर डूब कर आपका दिमाग चकरा जाएगा What Would You See If You Fell Into Jupiter?
:https://youtu.be/iYAQKhnexic

प्लूटो के साथ क्या हुआ क्या प्लूटो अब नही रहा ? Why is Pluto not a Planet ?
:https://youtu.be/1yiqr7oOjpA

आपके Smartphones को खराब कर रहा है ये Alien Particles | Alien Particles causing crash our computers
:https://youtu.be/ICU3KQeVgsA

SOCIAL MEDIA:
Facebook :https://www.facebook.com/antarikshTv
Twitter: https://twitter.com/antarikshTv
Instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

thegreenbunk

View all posts by thegreenbunk

Shades Of Life

Related Posts

Leave a Reply