National Biography Channel This video is about the top 5 losses to brands from celebrities. Cristiano Ronaldo – Coca Cola = Cristiano Ronaldo ko aap mein se jyadatar log achche tareeke se jaante honge. Ye football ke maujooda samay ke sabse bade khiladiyon mein se ek hai aur inki fan following bhi duniya bhar mein hai. Abhi haal hi mein ek press conference ke dauran inhone apni table se coca cola ki bottles ko utha kar ek taraf kar diya aur paani ki camera mein paani ki bottle dikhayi aur logon ko Coca cola jaisi cheezon ki jagah par paani peene ke liye encourage kiya.
Ab wese to ye kaafi normal ghatna thi par Ronaldo ki fan following aur popularity itni jyada hai ki is ek ghatna ki wajah se Coca cola ka nuksaan billion dollars mein ho gaya. Is ghatna ke baad Coca cola ke share buri tarah gir gaye. Is negative impact ki wajah se coca cola ke share mein 1.6% ki girawat dekhi gayi aur isse isse inka kul nuksaan 4 Billion dollar ke kareeb hua.
Aapko bata de pichle 6 saal mein coca cola apne brand ki marketing par hi aaustan har saal 4 Billion dollar ka kharcha karta hai. Isko duniya bhar ke bade bade celebs bhi endorse karte hai par jab aesi kisi ghatna se iske share girte hai to baat kaafi ajeeb si lagti hai.
Stay Connected Instagram : https://www.instagram.com/harshnbc/
Background Music Credit :
QUEEN OF THE SKIES by Nicolai Heidlas “Royalty Free Music from HookSounds” http://www.hooksounds.com – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – – More info about the Creative Commons license: http://bit.ly/CCMusicLicense ______________________________________________________________
______________________________________________________________ Note : This Video is based on my internet research, and thus may not be 100% accurate. source
Shades Of Life
Jon Ryan ✅ GRAB Your 10,000 WORDS FREE on Jasper AI Copywriting Tool: https://bit.ly/3OvLIot ✅ FREE TRIAL with Tubebuddy: https://bit.ly/3nfzLHh
CNBC Awaaz CNBCAwaazLive #BusinessNewsLive #StockMarket #ShareMarketToday Share Market से जुड़ी हर छोटी या बड़ी खबर, चाहे हो Nifty में आए
You must be logged in to post a comment.