Blog

Latest News
Most Popular Space Mysteries Ep2 | Aliens को धरती से भेजा गया एक Message | Quantum दुनिया का एक सच

Most Popular Space Mysteries Ep2 | Aliens को धरती से भेजा गया एक Message | Quantum दुनिया का एक सच

Buy Our Official Merchandise: https://antarikshtv.in/

Most Popular Space Mysteries Ep2 | Aliens को धरती से भेजा गया एक Message | Quantum दुनिया का एक सच

Subscribe to our new channel: https://www.youtube.com/iamkaushik

fb page: https://www.facebook.com/antarikshTV/
instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv/

Doston, hamaari pichhli video me hamne aapko kayi saari popular unsolved space mysteries ke baare me bataaya tha aur us video ko aapne kaafi pasand bhi kiya tha. Aapme se kayi viewers ne ye demand ki thi, ki bhai iska next episode to banta hai. to phir kya, aapne demand kiya aur hum use poora na kare aisa kaise ho sakta hai aur universe me mysteries ki bhi to koi kami nahi hai na yaar. Are phir der kis baat ki aaj hum aapko kuch aur interesting aur unsolved space mysteries ke baare me bataane waale hain.
Doston, hum insaano ke liye space se judi ek behad hi interesting mystery ye hai ki Arecibo Message kab aur kise milne waala hai. Arecibo Message ek bahut hi strong intersteller radio message tha, jise 16 November 1974 ko Puerto Rico ke Arecibo Radio Telescope se space me bheja gaya tha. Ise Frank Drake aur Carl Sagan ne milkar likha tha. Is message me hum insaan ke baare me kuch basic information likhi gayi thi, jaise hum kaise dikhte hain, hamaare DNA ka structure, hamaara solar system aur prithvi ke baare me kuch information. Ise Prithvi se 25000 light years door Hercules Constellation me sthit Messier Object 31 Great Globular Cluster ki or bheja gaya tha. It means ye message waha tak pahuchne me kam se kam 25000 saal to lagne hi waale hain aur hum apne lifetime me kabhi nahi jaan paaenge ki ye kise milne waala hai. Yaha ek baat aapko bataani jaroori hai, aur wo ye ki scientists ne ise aliens yaani ki extraterrestrial civilizations se koi communication set-up karne ke liye nahi bheja tha. Iske peeche unka maksad ye tha ki agar future me ye kisi alien civilization ko milta hai, to wo hum insaano ke baare me jaan sakenge, universe me hamaari presence ke baare me unhe pata chalega aur most importantly, wo ye jaan jaaenge ki hum insaan kitne advanced hain.. matlab advancement ke kis level par hain.

#antarikshtv #popularspacemysteries #spacemysteries

Written, Edited and Voice by:

[Shubham Jain, Sujit Kumar & Kaushik]
https://www.facebook.com/Kaushik.Antariksh
https://www.instagram.com/luck_kaushik
http://www.instagram.com/itsmesj25
https://www.instagram.com/luck_sujit/

More Videos:
रहस्यमई Blackholes जिन्हें कोई देख नही सकता तो फिर हमने कैसे देखा ? How Blackholes were Discovered ?
:https://youtu.be/1CLPTpRjbLw

Jupiter के अंदर डूब कर आपका दिमाग चकरा जाएगा What Would You See If You Fell Into Jupiter?
:https://youtu.be/iYAQKhnexic

प्लूटो के साथ क्या हुआ क्या प्लूटो अब नही रहा ? Why is Pluto not a Planet ?
:https://youtu.be/1yiqr7oOjpA

आपके Smartphones को खराब कर रहा है ये Alien Particles | Alien Particles causing crash our computers
:https://youtu.be/ICU3KQeVgsA

SOCIAL MEDIA:
Facebook :https://www.facebook.com/antarikshTv
Twitter: https://twitter.com/antarikshTv
Instagram: https://www.instagram.com/antariksh_tv

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

thegreenbunk

View all posts by thegreenbunk

Shades Of Life

Related Posts

Leave a Reply